Monday 29 December 2014

PK MOVIE explains us the real meaning of LOVE and GOD 

“Kahaan hai thappa? Batao kahan hai thappa?
 Agar bhagwan humein jaati-paati mein baant ke bhejta to wo har cast ka THAPPA laga k ke bhejta.”
Yesterday night I saw PK movie… such an awesome movie.. is movie ke zariye Raju Hirani or Amir Khan ne ek bahut achchi koshish ki hai hum sab logon ko samjhane ki bhagwan ke liye uske saare bache ek jaise hain. Kisi jaati me bante hue nahi. Or agar wo humein kisi jaati mein baant ke bhejta to har jaati ka thappa laga ke bhejta.
Jo msg ye movie religion pe deti hai wo aaj ke time ki sabse badi zarurat hai. I wanna say ki mai is msg ko follow karti hun. And agar aap me se bhi koi isse follow karta hai to leave a comment…. Ek ek karke hi to badlega India or pura world.


Iske alawa Pk movie ki ek or baat jo mujhe bahut achchi lagi wo ye ki AAJ KE TIME MEIN BHI PK JAISI MOVIE, JAB TAK HAI JAAN JAISI MOVIES MEIN TRUE LOVE KA MSG DIYA GAYA HAI.

Aaj ke time mein bahut saare log sochte hain ki shaadi se pehle physically attach hona galat hai. but i feel ki iske bawajud bhi if u both marry each other to clear hai na ki guy was not crazy 4 ur beauty only rather he loves u and its ur nature and typical YOU jiske saath wo apni puri life spend karna chhta hai.

Aaj ke time mein bhi true love hota hai... jab koi insaan apni puri lyf kisi ke liye wait kar sakta hai... to wo true love nai to or kya hai???

Thanx Raju and Amir 4 gvng us such a gud mvie. gud. keep it up.

1 comment:

  1. ya to bolte hain ki peekay aaya hai/peeye hue hai/ iska kya maltlab ki PK hai kya? lavda

    ReplyDelete